!!~~~MUNAFIQ~~~!!
kaha us nay kay shakhon say
juda phoolon ko karnay ki
hawaon ki jo sazish hay
usay achi nahin lagti
faqat aik pal ko jee chaha
usay itna to keh don aaj
muhabat phoolon ki in pattiyon say ziyda nazuk thi
jisay qadmon talay us nay
kabhi ka rond dala hay….!!



