Jheel si gehri aankhoon main ik sham kahin aabad to ho
Jheel si gehri aankhoon main ik sham kahin aabad to ho
is jheel kinaray pal do pal
ik khawab ka neela phool khilay
wo phol baha dain lehroon main
ik rooz kabhi hum sham dhalay
is phol k behtay rangoon main
jis waqt larazta chand chalay
May 31 2007 | Posted in Uncategorized | Read More »









